Nazar
Nazare bade badguman hai,
Nazar se hi sarchade hai.
kaho inhe wo Nazare na hote,
Jo Nazar ke kabil na hote.
Nazare
Hum Nazare hai, Kabiliyat ke mohtaj nahi,
Khubsurati hamari tabir hai, den Nazar ki nahi.
Pade Nazar hum par, iski hame parwah nahi,
hamari hasti banti ya mitati Nazarose nahi.